Posts

Showing posts with the label kaise main jiyunga tere bina

Humnava mere ( Hindi Song)

Image
Barson ho gaye bichde Ab sath nahi ho tum Phir aisa kyon lagta hai Jahan main hu wahin ho tum Kya karun main apni ungliyon ka Kisi ki bhi tasveer banaun Tumhari ban jaati hai Yeh sirf mera paagalpan hai Ya tum bhi mere liye paagal thi Kal raaste mein gham mil gaya tha Lag ke gale main ro diya Jo sirf mera tha, sirf mera Maine usse kyon kho diya Haan woh aakhein jinhe main Choomta tha bewajah Pyar mere liye kyon Unmein baaki na raha Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere bina x (2) Har waqt dil ko jo sataye Aisi kami hai tu Main bhi na jaanun yeh Ke itna kyon laazmi hai tu Neendein jaake na lautin Kitni raatein dhal gayin Itne taare gine ki Ungliyan bhi jal gayin Humnava mere tu hai to meri saasein chale Bata de kaise main jiyunga tere bina x (2) Tu aakhri aansu oh yaara Hai aakhri tu gham Dil ab kahan hai jo dobara De dein kisi ko hum Apni shaamon mein hissa Phir kisi ko na diya Ishq tere bina bhi Maine tujhse hi kiya Humnava mere tu hai to meri saase...