Posts

Showing posts with the label Shiddharth

Tum Hi Aana

Image
Tere Jaane Ka Gam Aur Na Aane Ka Gam Phir Zamaane Ka Gam Kya Karein? Raah Dekhe Nazar Raat Bhar Jaag Kar Par Teri To Khabar Na Mile Bahot Aayi Gayi Yaadein Magar Iss Baar Tum hi Aana Iraade Fir Se Jaane Ke Nahi Laana Tum Hi Aana Meri Dehleez Se Hokar Bahaarein Jab Gujarti Hai Yahan Kya Dhup Kya Saawan Hawayein Bhi Barashti Hai Hume Puchhon Kya Hota Hai Bina Dil Ke Jiye Jaana Bahot Aayi Gayi Yaadein Magar Iss Baar Tum Hi Aana Oh Ooo.. Koyi To Raah Woh Hogi Jo Mere Ghar Ko Aati Hai Karo Peechha Sada Unn Ka Suno Kya Kehna Chaahti Hai Tum Aaoge Mujhe Milne Khabar Ye Bhi Tum Hi Laana Bahot Aayi Gayi Yaadein Magar Is Baar Tum Hi Aana