JAL-AADAT

Aaaa aaaa

Na janay kab say
Umeedain kuch baaki hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun aathi hai
Na janay kab say

Duur jithna bhi tum mujh se
Paas teray mein
Ab tho aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein
Zindagi say koi shikwa
Bhi nahin hai
Ab tho zinda hoon mein iss neelay aasman mein

Chahat aisi hai yeh teri
Barr thi ja-ay
Aahat aisi hai yeh teri
Mujh ko satha-ay
Yaadain gehri hain ithnee
Dil doob ja-ay
Aur aankhon mein yeh ghum num bun ja-ain

Hey hey heyayayay ooooooo ooooo

Ab tho aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein

Hey hey heyayayay oooooo oooooo
Aaaaaaaa aaaaa oooooo ooo

Sabhi raatein hain
Sabhi baatein hain
Bhula do unhay
Mita do unhay

Aaaa aaaa aaaa
Aaaaa ooooooooo

Ab tho aadat si hai mujh ko

Comments

Popular posts from this blog

তুমি মিশ্রিত লগ্ন মাধুরীর, বাংলাদেশ

রিমঝিম এ ধারাতে চায় মন হারাতে

আজ কেন মন উদাসী হয়ে